Download PDF
Kehtein hai khuda ne Iss jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya Har kisi ke liye Tera milna hai uss rab ka ishaara Mano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kehtein hai khuda ne Iss jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya Har kisi ke liye Tera milna hai uss rab ka ishaara Mano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane Humein kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Tu humsafar hai Phir kya fikar hai Jeene ki wajah yahi hai Marna isi ke liye Tera milna hai uss rab ka ishaara Mano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane Humein kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Tu humsafar hai Phir kya fikar hai Jeene ki wajah yahi hai Marna isi ke liye Kehtein hai khuda ne Iss jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya Har kisi ke liye Ho ho ..hmm..oh ooo..hey Hmm..Meherbaani jaate jaate Mujhpe kar gaya Guzarata sa lamha ek Daaman bhar gaya Tera nazaara mila Roshan sitaara mila Takdeer ki kashtiyon ko Kinaara mila Sadiyon se tarse hai Jaisi zindagi ke liye Teri saubat mein hai Duayein usi ke liye Kehtein hai khuda ne Iss jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya Har kisi ke liye Ho ho ..hmm..oh ooo..hey