Humnava | Chords | Hamari Adhuri Kahani


(Em) Aye Humnava
Mujhe apna (D) bana le
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de
(Em) Hoon akela
Zara haath (D) badha de
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de

Kab se main (Am) dar dar phir (D) raha
Musaafir (G) dil ko (C) panaah de
Tu (Am) awaargi ko meri aaj (D) thehra de

(Em) Ho sake toh
(A) Thoda pyaar (D) jataa de
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de

(Em) (D) (Bm) (C)

(A) Murjhaayi si (Em) shaakh pe dil ki
(A) Phool khilte hain (Em) kyun
(A) Baat gulon ki (Em) zikr mehak ka
(D) Acha lagta hai (Em) kyun

Un (D) rango se (C) tune milaaya
(D) Jinse kabhi main (C) mil na paaya
Dil (D) karta hai (G) tera shukriya
(D) Phir se bahaare tu (Em) laa de

(Em) Dil ka soona
Banjar (D) mehka de
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de
(Em) Hoon akela
Zara haath (D) badha de
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de

(A) Waise toh (Em) mausam guzre hain
(A) Zindagi mein (Em) kayi
(A) Par ab naa jaane (Em) kyun mujhe wo
(D) Lag rahe hain (Em) haseen

Tere (D) aane par (C) jaana maine
(D) Kahi na kahi (C) zinda hoon main
(D) Jeene lagaa (G) ab ye fizaayein
(D) Chehre ko chooti (Em) hawaayein

(Em) Inki tarah
Do kadam toh (D) badha le
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de
(Em) Hoon akela
Zara haath (D) badha de
(D) Sookhi padi dil ki (Bm) is zameen ko (C) bhiga de
Previous Post Next Post
Play Pause